apun ko dard ward nai hota ok apun usi din hospital se hud wapis aya tha or rahi baat kese hone ki to jise us din nai dar hua to use ab kaise ho ga main har dam mast hu chote
hey sweet boy hru?tum to ab online hi nahi hotay.ok wasay bhi ab online honay ki kia zaroorat ha jis ka liya online hotay thay us sa ab mobile par baat ho jati ha.nice tc bye